Wednesday, May 20, 2020

Finding Your Passion

Finding your Passion is the Biggest Task of your Life.
Aaj ke is Digital World mei Survival karne ke liye koi ek Creative Skill hona chahiye, q ki future mei sari jobs change ho rahe hai or aap dekhi rahe ho Manufacture Automation Aa chuki hai.
Aap jan kar heran honge America ka Education System  India  ke mukable kayi guna acha hai.Aaj bhi uha ke bache college complete  karne ke bad desh or duniya ko travel karte hai naya cheezo ko try karte hai, aapne Passion ko Explore karne ke liye.
aapne Passion ko pata lagane ke liye,
Aapne Passion ko pata lagana koi asan kam nahi it's Simple but easy nahi
Lekhin dosto is pyare Bharat mein study complete karne ke bad sidhe Nukri ke piche bhagte hai. Or un mein se 50% se jada ladke jo ki talented hote hai aapne 3 se 4 saal barbad karte hai government job ki tayari karne mein, isliye is pyare Bharat mein 80% se jada youth ke pass Skill or Creative ki kami hai.
Or adhe logo ko to wo nahi karne diya ja raha jo unko pasand hai, or adhe logo ko patahi nahi ki unko kya pasand hai. 
Dosto yeha ke jo youth hai 90% deta Entertainment mein use kar rahe hai.
Jab mein YouTube pe India ka trending page khola toh mein dekh ke heran rehgaya uhape ek gaming live video tha jo 40 lakh se jada log dekh rahe the kayi ghanto se.
Dosto aapka har 1 Second  important hai or is samay ko aap koi Creative Skill shikne mein lagao, temporally pleasure mein waste mat karo.
Q ki itna Bada aabadi desh, isyi youth pe tika hua hai.


(Thank you)
Swayampuja blogs 

7 comments:

  Mot kaa bhee ilaaj ho shaayad, jindagi ka koi ilaaj nahi ❤️‍🩹 Swayampuja blogs