Wednesday, May 20, 2020

Finding Your Passion

Finding your Passion is the Biggest Task of your Life.
Aaj ke is Digital World mei Survival karne ke liye koi ek Creative Skill hona chahiye, q ki future mei sari jobs change ho rahe hai or aap dekhi rahe ho Manufacture Automation Aa chuki hai.
Aap jan kar heran honge America ka Education System  India  ke mukable kayi guna acha hai.Aaj bhi uha ke bache college complete  karne ke bad desh or duniya ko travel karte hai naya cheezo ko try karte hai, aapne Passion ko Explore karne ke liye.
aapne Passion ko pata lagane ke liye,
Aapne Passion ko pata lagana koi asan kam nahi it's Simple but easy nahi
Lekhin dosto is pyare Bharat mein study complete karne ke bad sidhe Nukri ke piche bhagte hai. Or un mein se 50% se jada ladke jo ki talented hote hai aapne 3 se 4 saal barbad karte hai government job ki tayari karne mein, isliye is pyare Bharat mein 80% se jada youth ke pass Skill or Creative ki kami hai.
Or adhe logo ko to wo nahi karne diya ja raha jo unko pasand hai, or adhe logo ko patahi nahi ki unko kya pasand hai. 
Dosto yeha ke jo youth hai 90% deta Entertainment mein use kar rahe hai.
Jab mein YouTube pe India ka trending page khola toh mein dekh ke heran rehgaya uhape ek gaming live video tha jo 40 lakh se jada log dekh rahe the kayi ghanto se.
Dosto aapka har 1 Second  important hai or is samay ko aap koi Creative Skill shikne mein lagao, temporally pleasure mein waste mat karo.
Q ki itna Bada aabadi desh, isyi youth pe tika hua hai.


(Thank you)
Swayampuja blogs 

Friday, May 8, 2020

Aakhri Mohobbat

Aakhri Mohobbat


  • Main nahi janta ki sabdo ke siba or kya tarika ho sakta hai kisi tak aapni baat pouchane ka, ha mein manta hu mein aksar baat nahi kiya karta magar mere sabdo ne toh hamesha kabhi kabita kabhi kahani ka roop lekar tumhe har wo baat kehsunai jo mein hamesha se tumse kehna chahta tha. 
  • Mujhe nahi pata ki or kis tarhase tumhe samjhaya ja sakta tha. Or mein nahi manta ki tumhe mere man ki gunj kabhi sunai na di ho. mein nhi manta ki tumhe mere safh safh dikta sach kabhi dikhya na diya ho. takleef is baat ki hai ki chizo se itni asanise kaise bhag sakte ho tum. andekha kaise kar sakte ho tum kaise tumse izzat se ek Na te kehte Na bani. 
  • Dekho jab bhi hum kisi se pyar karte hai na, toh Ha or Na dono ke liye tayar rehte hai.  or mein to hamesha se mankar betha tha. Par mere hisse ki ek Na tak Naseeb nhi huyi. tha to bas Sawal. (Question)
sawalo ke sath jina, jinka koi jawab na hasil huyi ho, bohot muskil hota hai jina.

AAKHRI MOHABBAT
#Swayampuja

  Mot kaa bhee ilaaj ho shaayad, jindagi ka koi ilaaj nahi ❤️‍🩹 Swayampuja blogs